gads

Friday 26 April 2013




 dill kaya chahta ha


mujhy ab nend ki talash nahi hai
raton ko jagna acha lagta hai
mujy maloom nahi ha ke
woh meri qismat main hai ya nahi
per khuda sey usy mangna acha lagta hai
pata nahi mujhy haq hai yah  nahi
per uski perwah kerna acha lagta ha
sohti hoon k woh mera kabhi ho ga bhi k nahi
per usko sochna acha lagta hai
ja k door bhi woh mery sath uski
khushboo ko mehsoos kerna acha lagta ha