gads
Saturday, 21 December 2013
Sunday, 15 December 2013
Saturday, 14 December 2013
Sunday, 8 December 2013
I am in love with you
Suno ay jana' k zindgi ki udaas shab mein,na tum andhairoon sy haar jana,kabhi jo dukh sy nidhaal hona,yaqeen karna,k main apny hissay ki saari khushyaan tumharay chehray py likh chuka hoon!!!
Friday, 6 December 2013
Thursday, 5 December 2013
Love you so mcuh
آج ﺳﻦ ﮐﺮ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﻟﮩﺠﮯ ﮐﻮ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﺮ ﻟﺌﮯ ﺁﻧﺴﻮ
ﺍﭘﻨﮯ ﺗﮑﯿﮯ ﮐﻮ ﺍﻭﮌﮪ ﮐﺮ ﺧﻮﺩ ﭘﺮ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺩﻝ ﺭﻭ ﺩﯾﺎ ﮨﮯ ﭼﭙﮑﮯ ﺳﮯ
ﺁﺋﯿﻨﮧ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﺑﮭﯽ ﺁﮮ ﺗﻮ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺧﻮﺩ ﺳﮯ ﻧﻈﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﻠﺘﯽ
ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺭﮨﺎ ﮨﻮﮞ ﭘﮩﺮﻭﮞ ﺳﮯ
"ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﺩﮐﮫ ﮐﯽ ﺗﻮ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ
ﺗﮭﻮﮌﺍ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﻨﺎ ﺳﯿﮑﮭﻮ ﺍﺏ
ﻟﻮﮒ ﭼﮩﺮﮦ ﺑﺪﻟﺘﮯ ﺭﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟ !
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﺮ ﻟﺌﮯ ﺁﻧﺴﻮ
ﺍﭘﻨﮯ ﺗﮑﯿﮯ ﮐﻮ ﺍﻭﮌﮪ ﮐﺮ ﺧﻮﺩ ﭘﺮ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺩﻝ ﺭﻭ ﺩﯾﺎ ﮨﮯ ﭼﭙﮑﮯ ﺳﮯ
ﺁﺋﯿﻨﮧ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﺑﮭﯽ ﺁﮮ ﺗﻮ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺧﻮﺩ ﺳﮯ ﻧﻈﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﻠﺘﯽ
ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺭﮨﺎ ﮨﻮﮞ ﭘﮩﺮﻭﮞ ﺳﮯ
"ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﺩﮐﮫ ﮐﯽ ﺗﻮ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ
ﺗﮭﻮﮌﺍ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﻨﺎ ﺳﯿﮑﮭﻮ ﺍﺏ
ﻟﻮﮒ ﭼﮩﺮﮦ ﺑﺪﻟﺘﮯ ﺭﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟ !
Tuesday, 3 December 2013
Tujh mein or Teri yad mein bus Farq ha itna
Tou toh bewaqt ata ha yad her waqt ati ha
Teri yadoon ny toh tanha chora nahi
Teri yadoon sy ma payar karny lagi
Tum milo na milo uska koi ghum nahi
Tere wadoon sy payar karny lagi
Kal mein or aj mein bus farq ha itna
Jaan toh door ha mujh sy per jan her waqt jati ha
Monday, 2 December 2013
Terey Pyaar Pe Ayetebaar Karne Ko Dil Chahne Laga,
Phir Se Dil Pe Ek Zakhm Khaane Ko Dil Chahne Laga,
Maana Ke Tu Mere Hatoon Ki Lakhiroon Mein Nahin Hai,
Phir Bhi Tere Naam Se Badnaam Hone Ko Dil Chahne Laga,
Zindagi Ke Rang Mujhe Ab Tujhhi Se Lagne Lage Hain,
Har Baar Tujhhi Ko Awaaz Dene Ko Dil Chahne Laga,
Mehfil Mei Apni Mohabat Ka Iqraar Na Kar Beitein,
Ke Khud Ko Tanhayoon Mein Band Karne Ko Dil Chahne Laga,
Mohabat Ke Naam Par Dhoke hi Milte Hain Zindagi Mein,
Mujhko Phir Bhi Tumse Mohabat Karne Ko Dil Chahne Laga.
Phir Se Dil Pe Ek Zakhm Khaane Ko Dil Chahne Laga,
Maana Ke Tu Mere Hatoon Ki Lakhiroon Mein Nahin Hai,
Phir Bhi Tere Naam Se Badnaam Hone Ko Dil Chahne Laga,
Zindagi Ke Rang Mujhe Ab Tujhhi Se Lagne Lage Hain,
Har Baar Tujhhi Ko Awaaz Dene Ko Dil Chahne Laga,
Mehfil Mei Apni Mohabat Ka Iqraar Na Kar Beitein,
Ke Khud Ko Tanhayoon Mein Band Karne Ko Dil Chahne Laga,
Mohabat Ke Naam Par Dhoke hi Milte Hain Zindagi Mein,
Mujhko Phir Bhi Tumse Mohabat Karne Ko Dil Chahne Laga.
Sunday, 1 December 2013
Saamnay Manzil Thi
Or Peechay Us Ki Aawaaz
=======
Rukty To Safar Jata
Chalty To Bicharr Jaty.........!!!
======
Manzil Ki Bhi Hasrat Thi
Or Us Sy Mohabbat Bhi.....!!!
=====
Ay Dil Ye Bata Mujh Ko
Us Waqt huM Kidhar Jatay...!!!
====
Muddat Ka Safar Bhi Tha
Or Barson Ki Shanasai Bhi...!!!
===
Rukty To Bikhar Jaty
Chalty To hum Marr Jaty...!!!
==
Lagi piyas ghzab ki thi
Pani mein bhi zehar tha.....!!!
=
Peety to bhi marr jaty
Na peety to bhi marr jaty
Or Peechay Us Ki Aawaaz
=======
Rukty To Safar Jata
Chalty To Bicharr Jaty.........!!!
======
Manzil Ki Bhi Hasrat Thi
Or Us Sy Mohabbat Bhi.....!!!
=====
Ay Dil Ye Bata Mujh Ko
Us Waqt huM Kidhar Jatay...!!!
====
Muddat Ka Safar Bhi Tha
Or Barson Ki Shanasai Bhi...!!!
===
Rukty To Bikhar Jaty
Chalty To hum Marr Jaty...!!!
==
Lagi piyas ghzab ki thi
Pani mein bhi zehar tha.....!!!
=
Peety to bhi marr jaty
Na peety to bhi marr jaty
Mein toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Mein toh bas teri chaahat mein chahoon rehna sada
Mein toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera mein, hone na doon juda
Mein ne tay kar liya
Mein toh bas teri kurbat mein chahoon rehna sada
Saaya bhi tera mein, hone na doon juda
Mein ne tay kar liya
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Yaadon mein tujhko rakhun
Baatein bhi teri karoon
Itna deewana hoon tera
Ho raaton mein jaaga karoon
Din bhar bhatakta rahoon
Mein toh yahaan se bas wahaan
Baatein bhi teri karoon
Itna deewana hoon tera
Ho raaton mein jaaga karoon
Din bhar bhatakta rahoon
Mein toh yahaan se bas wahaan
Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Subscribe to:
Posts (Atom)