gads

Thursday, 13 June 2013

some one special










کبھی یوں بھی ہو ترے رُوبرو، میں نظر مِلا کے یہ کہہ سکوں

’’مری حسرتوں کو شمار کر، مری خواہشوں کا حساب دے!،

Tumhari Yadd

Tumhari Yadd


Tuesday, 11 June 2013

Phir Chand Ko Galy Laga kar Ro pari Ghata



Love you 
Lo Mera Dil Tum Apnay Passss Rakh Lo

Meri Pass To Ye Bohat Udas Rehta Hai:(

----------------------------------------------------------------------------
Yeh Faaslay Burhaanay ka Khayal Tujhay kaisay aa gaya ?
Love you Lovely doll

For someone Special..............Love you
hum ney bhi likhay ha khoon e dill sey muhabbat k afsany 
basty ho tum mery dill may ma jano mera khuda jany

Monday, 10 June 2013




kushi milti thi usy mujhy khushi dey ker
phir ajj itna dard dena kaha sey sekh liya






chahat ma dal  ker mujhy apni 
woh insan mujhy hi hi bhool gaya















Sunday, 9 June 2013

suno ay muhabbat tum sey eik baat kahni ha
jisko chaha jata ha zarori na usy paa liya jaay
kabhi usky bicharny sey muhabbat khatam nahi hoti
na hi usky door honay sey muhabbat kam hoti 
pehlay toh yeh ehsas hota ha k jee nahi sakty
phir ahista ahista jeena seekh lety ha 
muhabbat sun lo tum zarori nahi jis ko chaha jay woh mil jaay
muhabbat toh woh ha jo hamesha sath rehti ha
kabhi rulati ha dard deti  ha kabhi kushi dey k hassa deti ha
muhabbat yeh hoti ha ay muhabbat toh sun ley