gads
Saturday, 5 October 2013
Friday, 4 October 2013
Wednesday, 2 October 2013
Mom Ki Tarha Pighaltay Huway Dekha Usko
Mom Ki Tarha Pighaltay Huway Dekha Usko
Raut Jo Badli To Badaltay Huway Dekha Usko
Janay Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usay
Aaj Har Baat Par Hanstay Huway Dekha Usko
Wo Jo Kaanton Ko Bhi Narmi Se Chuwa Karta Tah
Hum Ne Phoolon Ko Masaltey Huway Dekha Usko
Na-Janay Wo Dua'on Mein Mangta Hai Kisay
Haath Uthatey Hi Sisaktay Huway Dekha Usko
Tumhy dekhe meri ankhay iss ma kaya meri kaya khata hai
Hall kaya hai mere dill ka yeh toh buss mujh ko pata hai
Dill mera sambhal jay dua kerna
Pagal na machal jay dua kerna
Yeh poochta hai tujh sy dill dewana beqara
Woh konsi ada hai jisy toh kary ga payar
Kisi sy dill na lagoon yahi dharkan ki sada hai
hall kaya hai mere dill ka yeh toh bus mujhy pata hai
Ma tery sapnoo ko saja doon gi
Dill tere qadmoo ma bicha doon gi
Ma kaya batao tujh ko kese hai mere halat
Majboriyo k hath bik gay mere jazbaat
Jis pe ma lut gai dilbar yahi woh teri ada hai
Tumhy dekhe meri ankhay iss ma kaya meri khata hai
Hall kaya hai mere dill ka yeh toh bus mujhy pata hai
Subscribe to:
Posts (Atom)