gads
Thursday, 10 February 2022
Saturday, 5 February 2022
Raat Ho, Chand Ho, Shnasa Ho
Raat Ho, Chand Ho, Shnasa Ho
Kyon Na Rag Rag Mein Phir Nasha Ho,
Main Umra kharch ki tum per
Tum Mera kimati asasa,
Ek Tu khof Bhi Ho Duniya Ka
Aur Mohabbat Bhi betahasha Ho,
Ham Na Honge to kis Ruth Gaya
Tum Hi Tum Ho To Kya Tamasha Ho,
Ham to Pathar Hi Ho Gaye Gum se
kya Tasalli ho kya Dilasa Ho,
Saaz Ho, Payalon Ki Chan Chan Ho
ak Mhtarb Ho Ek rakasa Ho
رات ھو , چاند ھو , شناسا ھو
کیوں نہ رگ رگ میں پھرنشہ سا ھو
میں نے اک عمر خرچ کی تم پر
تم میرا قیمتی اثاثہ ھو
ایک تو خوف بھی ھو دنیا کا
اور محبت بھی بے تحاشا ھو
ھم نہ ھوں گے تو کس سے روٹھو گے
تم ھی تم ھوتو کیا تماشا ھو
ھم تو پتھر ھی ھو گئے غم سے
کیا تسلی ھوکیا دلاسہ ھو
ساز ھو , پائلوں کی چھن چھن ھو
ایک مطرب ھواک رقاصہ ھو
Shayad yah zarf hai, Jo Khamosh Ho Ab Tak
Shayad yah zarf hai, Jo Khamosh Ho Ab Tak
Warna to Tere Aib Bhi Maloom Hai sare,
Sab Jurm Meri zaat se mansoob hai 'Mohsin'
Kya mere Siwa Is Shahar Mein Masoom Hai saray.
شاید یہ ظرف ہے جو خاموش ہوں اب تک
ورنہ تو ترے عیب بھی معلوم ہیں سارے
سب جرم میری ذات سے منسوب ہے محسن
کیا میرے سوا اس شہر میں معصوم ہیں سارے
Sunday, 7 November 2021
Friday, 1 October 2021
kisī ke duur jaane se
.ta.alluq TuuT jaane se
.
kisī ke maan jaane se
.
kisī ke ruuTh jaane se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā
.
kisī ko āzmāne se
.
kisī ke āzmāne se
.
kisī ko yaad rakhne se
.
kisī ko bhuul jaane se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā
.
kisī ko chhoḌ dene se
.
kisī ke chhoḌ jaane se
.
nā sham.a ko jalāne se
.
nā sham.a ko bujhāne se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā
.
akele muskurāne se
.
kabhī aañsū bahāne se
.
nā is saare zamāne se
.
haqīqat se fasāne se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā
.
kisī kī nā-rasā.ī se
.
kisī kī pārsā.ī se
.
kisī kī bevafā.ī se
.
kisī dukh intihā.ī se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā
.
nā to is paar rahne se
.
nā to us paar rahne se
.
nā apnī zindagānī se
.
nā ik din maut aane se
.
mujhe ab Dar nahīñ lagtā 💔
Wednesday, 6 January 2021
Thursday, 2 May 2019
Sunday, 9 September 2018
Subscribe to:
Posts (Atom)