gads

Sunday, 29 November 2015

Laga ke seene mein aag humdum kaha chale
Abhi toh raakh urne mein tamasha aur bhe hoga
Zara sa ishq ka bhe is mein dakhal hai
Verna her ek haseen youn he haseen nahi hota
Zara khaloos se humein koi pukaray
Toh aag per chalnay ko bhe tayar hai
Hum ne guzray huay lamhoo ka hawala diya
Toh woh bolay RAAT gaye BAAT gaye
Tarapta dekh kar mjhy hansay or kuch youn kaha duniya walo ne
giraftar e muhabbat hai issy younhi tarapny do

for u :(

Mudaat ho gaye hai yar ke aaye na koi khabar
Lagta ha hamara dost bhe dushmano se ja mila hai
Yeh bhe khawab ka jaga howa mmanzar he na ho
Verna mere hathoon mein tera hath NA mumkin hai
Kabhi ansu kabhi sajday kabhi hathoon ka uth jana
Muhabbat nakam ho jay toh khuda yaad ata ha
Enhie dino woh mere sath chaay peeta tha
Kash pechla saal wapis aa jay
Raat ke aghosh mein aa jay agar khayal uska
Subha bistar se bhe pholoon ke mehak aati ha

Sunday, 8 November 2015

yeh mera deewanapan hai


aab aa bhe jao na

Acha nahi lagta jab chor jaty ho jana
Apni yadoon ke sahary
Intazar karty guzarty nahi yeh din or raatien
Or yaadien tumhari sakoon lene nahi deti
Fasloon ko kam kar do ab yeh doori kahtam kar do
Aa kar  chupa lou apni bahoon mein youn
yadoon k sath nahi hamien ab tere sath rehna ha jana
aab laut kar aa jao na ke sham dhalnay ko ha jana 

Aao youn seene se lag ke mar jay
Na yeh muhabbat rahy na tum na hum
Zindgi tere bagair bhe guzar jay ge
lekin
be qarar be sakoon ....

kesi muhabbat hai uski
Hamien mosam se tarjee dey de
MOSAM 
 jo khud se bhe wafa karna nahi janta

barsat ke din aaye


ishq da lagya rog.. :(


aa ab laut chalen


Monday, 2 November 2015






You are My Heart, You are My Soul :'(




ﺟﺐ ﺗﯿﺮﺍ ﺣﮑﻢ ﻣﻼ ، ﺗﺮﮎ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺮﺩﯼ

ﺩﻝ ﻣﮕﺮ ﺍﺱ ﭘﮧ ﻭﮦ ﺩﮬﮍﮐﺎ ﮐﮧ ﻗﯿﺎﻣﺖ ﮐﺮﺩﯼ

ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﻣﯿﮟ ﺍﻇﮩﺎﺭِ ﺗﻤﻨﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﻟﻔﻆ ﺳﻮﺟﮭﺎ ﺗﻮ ﻣﻌﺎﻧﯽ ﻧﮯ ﺑﻐﺎﻭﺕ ﮐﺮﺩﯼ
ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺗﮭﺎ ﮐﮧ ﻟﻮﭦ ﺁﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺟﺎﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ
ﺗﻮ ﻧﮯ ﺳﻮﺍ ﮐﮧ ﺟﺪﺍﺋﯽ ﻣﺮﯼ ﻗﺴﻤﺖ ﮐﺮﺩﯼ
ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺩﺷﻤﻦ ﮐﮯ ﺍﺭﺍﺩﻭﮞ ﭘﮧ ﺑﮭﯽ ﭘﯿﺎﺭ ﺁﺗﺎ ﮨﮯ
ﺗﯿﺮﯼ ﺍﻟﻔﺖ ﻧﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﻣﺮﯼ ﻋﺎﺩﺕ ﮐﺮﺩﯼ
ﭘﻮﭼﮫ ﺑﯿﭩﮭﺎ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﮐﻮﭼﮯ ﮐﺎ ﭘﺘﮧ
ﺗﯿﺮﮮ ﺣﺎﻻﺕ ﻧﮯ ﮐﯿﺴﯽ ﺗﺮﯼ ﺻﻮﺭﺕ ﮐﺮﺩﯼ
ﮐﯿﺎ ﺗﺮﺍ ﺟﺴﻢ ، ﺗﯿﺮﮮ ﺣﺴﻦ ﮐﯽ ﺣﺪﺕ ﻣﯿﮟ ﺟﻼ
ﺭﺍﮐﮫ ﮐﺲ ﻧﮯ ﺗﺮﯼ ﺳﻮﻧﮯ ﮐﯽ ﺳﯽ ﺭﻧﮕﺖ ﮐﺮﺩﯼ