gads

Sunday 8 November 2015

aab aa bhe jao na

Acha nahi lagta jab chor jaty ho jana
Apni yadoon ke sahary
Intazar karty guzarty nahi yeh din or raatien
Or yaadien tumhari sakoon lene nahi deti
Fasloon ko kam kar do ab yeh doori kahtam kar do
Aa kar  chupa lou apni bahoon mein youn
yadoon k sath nahi hamien ab tere sath rehna ha jana
aab laut kar aa jao na ke sham dhalnay ko ha jana 

No comments:

Post a Comment