gads

Saturday, 30 November 2013

Koi aa ky mera hath tham ly
Mujhy tanhaiyoon sy dar lagta ha
Koi apna keh ky mera nam ly
Sama jay mujh mein Jo 
Mujhy judaiyoon sy dar lagta ha
Woh mout bhi kitni suhani hogi
Ap ky payar mein Jo ani hogi
Wada ha ap sy k ap sy pehly mar jay gy
Kyuon k ap k liye Janat b toh hamy sajani hogi
Chor diya tum ny mujhy 
         Per
Ak baat toh batao Jo hum sy itni baaty kerty thy
Woh payar tha tumhara yah waqt barbad kerty thy
Woh payar ka saboot dikhaya kerta tha
Roo k hamy manaya kerta tha
Yeh zindgi bus tum sy wabasta ha
Yeh baat aksar bataya kerta tha
Sari raat mujhy jagaya kerta tha
Bechani hud sy barh jati toh galay lagaya kerta tha
Woh itni muhabbat karny wala badal Gaya 
Jo aksar meri he kasmein khaya kerta tha
Kyuon yaqeen uth Gaya dill sy kahi wafaoo ka
Payar mehsoos kyuon honay laga gunahoon sa

Aay dill dill ki duniya mein


Kesa lagy ga.......,,,?


Tery Ishiq pay , bus haq hai aik mera


Teri Yaadain


Kuch Iss Tharha


Kabhi hum ny ki Teri arzoo
Toh bata kaya gunah kiya

Bhula diya tere ishq mein khud ko Bhula diya


Nahi likha jata ab apna dard
Koi toh mil jay jise sunao apna dard
Suna hai dard likhnay sy barhta hai
Aur sunanay sy ghatta hai dard