gads

Saturday 30 November 2013

Woh payar ka saboot dikhaya kerta tha
Roo k hamy manaya kerta tha
Yeh zindgi bus tum sy wabasta ha
Yeh baat aksar bataya kerta tha
Sari raat mujhy jagaya kerta tha
Bechani hud sy barh jati toh galay lagaya kerta tha
Woh itni muhabbat karny wala badal Gaya 
Jo aksar meri he kasmein khaya kerta tha

No comments:

Post a Comment