gads

Friday 8 November 2013

kar toh bethy hein muhabbat hum bhi
kaya hota ha tarapna iss muhabbat mein
kaya hota ha jalna mom ki tarha 
kaya hota ha jub dill ki dharkany taiz ho jay
kaya hota rona muhabbat mein
kaya hota ha zaehr pee k muhabbat ka
dekhty ha kitni dair iss mein zinda rehte ha hum bhi

No comments:

Post a Comment