gads

Friday 28 June 2013

I am okay :(


Ishiq


itna bhi na chaho mujhy


wafa ky waday woh sarey bhula gaya...


lag ja galey k phir yeh hasse.......


jabb hall e dill


na dill ko lagaty


Hum sookhy patoon ki tarha bikhrey howey thy
Kisi ney sameyta woh bhi jalany k liye
Aur kaya chahty ho maqam apna 
bol toh diya tum zindgi hou

ajj bhi wesa hi mosam ha


wafa k waday


dil phir bhee tumhay daitay hain


Suno



Suno!

Mujhe Rona Nhi Aata

K Tum Bin Jeena Mushkil Hai

Jo Dard Tum Dena Chahte Ho Mujhe Sehna Nhi Ata

Tum To Reh Lo Ge Saath Kisi Aur K Mgr

Main Kya Krun K Mujhe RASTA Badalna B Nhi Ata

Tum To Jeet Jate Ho Larr Jhagar Kr B

Dekho Mujhe To Larna B Nhi Ata

Tum To Khush Reh Lo Ge Mere Bin

Dekho Tumhare Bin To Mujhe Jeena B Nhi Aata......

Bas Itna Hi Kaha Tha



Bas Itna Hi Kaha Tha K Barso K Hain Pyasy
Honton Pe Rakh Ke Hont Us Ne Khamosh Kar Diya

Thursday 27 June 2013

Yeh kaha aa gai ma  agg hi agg yaha 
pata hota toh kabhi muhabbat na kerti

adhi adhi rat


Rakho apni muhabbat sambhal k apny hi pass 
Hum sakoon k din or rat chahty ha sirf


Soch k beth gai  ma usko apna
woh shaks jis ney kabhi hamari perwah na ki

Woh howey juda kuch iss tarha 
Na hum rahey na hamara nam o nisha

tum pey marny lage (sad)


Tujhe Bhool Jaon To Kis Tarah...!



Tujhe Bhool Jaon To Kis Tarah...!
Abhi Chahton Ka Shaoor Hai...!!
Abhi Faaslon Mein Suroor Hai...!
Abhi Hoslon Mein Gharoor Hai...!!

Tujhe Bhool Jaon To Kis Tarah...!

Tum karo waadaaa



;(


lovely song ----------- for someone special


Wednesday 26 June 2013

Tuesday 25 June 2013

Teri Baaten...!!


Khud Kalami Bhi Ajeeb Hoti Hai...!!

Khud Se Baaten aur
Teri Baaten...!!

Use Keh Du k Wo Mera Hy,



Use Keh Du k Wo Mera Hy, Begana hO nhi skta

bhat NAYAB Hy Us Jesa, Zmana hO nhi skta

Tumhre Sath Jo Guzra, Wo Mousm Yad Aata Hy

Tumhre Bad kOi Mousm Suhna hO nhi skta

Chupane sE nhi Chupta, Dikhawe sE nhi Dikhta

Ye Atish-E-IshQ Hy is mE, Bhana hO nhi Skta

Tu DiL pE NaQsh hO Jaye, Nigah0n mai Sama Jaye

K is DiL mE Kisi ka Phr sE, Aana hO nhi skta

bOht He Chahne WaLe Tere, ho ge zamane mai

Mgr Ye YAAD Rakh, Hum sa Dewana hO nhi skta!

Itna sa yad rakh mujhe



Itna sa yad rakh mujhe,

Jaisey kisi kitAb men,

Beetay dino k dost ka,

1 khat prra hua milay,

Lafz mitay mitay se hon,

Rang urra urra sa ho,

Lekin,woh ajnabi na ho,

Bhoolay huay tamam dukh,

Guzre huay tamam sukh,

Beetay dino ka sb kuchh,

Tujh se kahay aur ro parray,

Bas itna sa yad rakh mujhe,K,
jb kabhi
BAt-be-bAt
yad hmAri Aa jaye
To,
thorra sa muskura lena,
aur,
dil ko ye samjha lena,

NadAn sa tha per achha tha,

1 dost hamara sacha tha..

tum mere ho bus mere hi mere hoo


woh shakhs

Chupa k apni chahat ki chadar ma mujhy 
Jata kay duniya bhar ka payar mujhy
rootey howey mujh ko hassa kay
haasatay howey mujhko rula kay
meri tanhayoon ko mehfiloon ma badal kay
or mehfiloon ko zarorat ma badal kay
meray dukhoo ko khushiyoon ma badal kay
woh shakhs apni in adaoo sey mar gaya mujhy

Meri Mano, Tou Loat Aao..




Meri Chahat Nahi Beeti, Abhi Kuch Bhi Nahi Badla

Agar Chaho, Agar Samjho, Meri Mano, Tou Loat Aao..

Rulaaney Wala






Uski Har Baat Sar Aankhon Pe Liye Phirta Hoon,

Mujhko Acha Bhi To Lagta Hai Rulaaney Wala...!

tujhy


Mujhe Kis Taraf Jaana Hay





Mujhe Kis Taraf Jaana Hay Kuch Khabar Nahi,

Mere Raastey Bhi Kho Gaye Meri Muhabbat Ki Tarah..!

nice


kiya rey kiya rey khud ishq khuda ney

Sunday 23 June 2013

Ye Pyara Sa Jo Rishta Ha

Ye Pyara Sa Jo Rishta Hai, Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai, Kahin Likha Nahi, Kahin Parha Nahi, Kahin Dekha Nahi, Kahin Suna Nahi, Phir Bhi Jana Pehchana Hai, Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai, Kuch Masoom sa, Kuch Albela, Kuch Apna, Kuch Begana, Kuch Chanchal Sa, Kuch Sharmila, Kuch Shokh Sa, Kuch Sanjida, Kuch Uljha Huwa, kuch Suljha Huwa, Kuch Masti Bhara, kuch Khafa Khafa, Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai, Ye ....

main ne jub yaad kiya



main ne jub yaad kiya yaad woh aaya mujh ko ....

is se ziyada use paband-e-wafa kiya karna ..........

wo aor maiN.


Onche parbat neele saagar
Pagal barish wo or main,

Mehndi khushbo kajla aanchal
Band htheli wo or main,

Door kaheen barish me bheegi
Peeli sarso wo ormain,

Jangal main koi chota sa ghar
Matti cholha wo or main,

Har raah har so pheli khusbu
Barish badal wo or main,

Kandha us ka or sar mera
Pagal se chup wo or main,

Kale badal rim jhim barish
Neela aanchl wo or main,

Behti ndiya girta pani,
Aankhen aanso wo aor maiN.

I always hug them with my prayers


Tery yad


Yeh Kasoor meraa


Dekha jo berukhi sey tujhy toh herani hoi mujhy
duniya toh bewaffa thi tumhy kaya howa
Bana k chor detey ha apni zaat ka aadi
kuch logg youn bhi intiqam letey hai
itna bhi naraz mat howa ker toh hum sey
badqismat zaroor hai magar bewaffa nahi
woh jin sey milnay ki aas thi
woh milay toh youn milay
ma nazrain utha k tarap gaya
woh nazrain jhuka k guzar gaya

Aye Ajnabi Suno Zara


Aye Ajnabi Suno Zara Rasta To Batana...*
Muhabat K Safar Se Wapis Jana hy Mujhay.

"

Kiya Tum Bhi Bichar



Umar Bhar Ki Chahaton Ka Khawab Aankhon Main liye,,,*
Kiya Tum Bhi Bichar Jao ge Aik Din Ouron Ki Tarah.??

Milta Hai Toot Ker




Milta Hai Toot Ker ,Tou Bicherta Hai Shaan Se
Wo Kush'Mizaaj Shakhs, Bohat Dil'Jla Bhi Hai.


Dil J0 Dharkay Ga




Tum Say Mumkin h0 t0 Phir R0k Do Saansein Meri,,,
Dil J0 Dharkay Ga t0 Phir Yaad t0 Tum Aa0 Gay...

Meray Wajood Se





Usay Kaho K Main Saans Lena Chahta Hoon...!
Meray Wajood Se Ya'adon Ki Rassiyaan Kholay...!!


Saanson K Silsilay




Saanson K Silsilay Ko Na do Zindagi Ka Naam,,,,
Jeenay K Bawajood Bhi Mar Jatay Hain Kuch Log....



Teri Yad



Har Waqt Meri Khoj Mein Rehti Hai Teri Yaad . . .

Tu Nay To Merey Wajood Ki Tanhai Bhi Cheen Li . . .!!

dard mey bhi yeh lab muskura jatey hai


Neend





Thapkiyan De Ke Sulaati Hai Teri Yaad Hamain,,,*

Neend Jis Raat Bhi Aankhon Se Khafaa Ho Jaye...!!!

I Love you :)


teri khatir.....


soch mey


zaroori nahi


lag kehty ha


مجھ میں سما گیا اِک شخص






محبّتیں بھی عجب اُس کی نفرتیں بھی کمال

مری ہی طرح کا مجھ میں سما گیا اِک شخص




پلٹ سکوں ہی نہ آگے ہی بڑھ سکوں جس پر


مجھے یہ کون سے رستے لگا گیا اِک شخص


میں کس ہَوا میں اڑوں کس فضا میں لہراؤں
دکھوں کے جال ہر اک سو بچھا گیا اِک شخص


تمام رنگ مرے اور سارے خواب مرے فسانہ تھے کہ فسانہ بنا گیا اِک شخص


بنا گلاب تو کانٹے چُبھا گیا اِک شخص

ہُوا چراغ تو گھر ہی جلا گیا اِک شخص