gads

Wednesday 31 July 2013

I feel alone :'(


Lehaz e ishq na hota


Ajj ma ney talash kiya usko


Hath toh woh chura gaya


Alone


Kisi ko mery hall sey gharz ni


Tanhai mai


Koi rishta na hota toh woh hum sey khafa na hota
Yeh berukhi usko muhabbat zahir kerti hai

When You Are With Me I Find Myself

When You Are With Me I Find Myself Happy. 
When You Go Away, 
MyHappiness Goes With You. 
You Are Everything I Want you Baby. 
You Are MyLife. 
I Love You.

Dil main Sanam ke sourat


Wada karo sath na chooro gay


Teraa naam Hatho Pay Likha kurr chomaa kurtay hain


Teraa naam Hatho Pay Likha kurr chomaa kurtay hain


♥♥Dil Kehta Hai Chal Unse Mil♥♥


Tera sath hai kitna Payara


Arzoooooooooo


جوک در جوک تمناؤں کے دھوکے کھا کر

دل اگر اب بھی دھڑکتا ھے ... تو پھر پاگل ھے

مجھ کو اپنی خبر نہیں واصف
تجھ کو میری خبر ہو ممکن ہے

aao kuch tazkara ker ley


tum bin rahay nain suktay


Bahut asaan hai kehna
Muhabbat tum se kartay hain
Magar matlab muhabbat ka
Samajh laina nahe aasaan

Muhabbat paa ke kho daina
Muhabbat kho ke paa laina
Yeh un logoon ke qissay hain
Muhabbat ke jo mujrim hain

Jo mil jaane pe hanstay hain
Bichar jaane pe rotay hain
Suno ...
Muhabbat karne walay tau
Bahut khamosh hotay hain

Jo qurbat mein bhi jeetay hain
Jo furqat mein bhi jeetay hain
Na woh fariyaad kartay hain
Na woh ashkoon ko peetay hain
Bahut asaan hai kehna ...

وہ شخص اِیک شام میں کِتنا بدل گیا!

آنکھوں کا رنگ ، بات کا لہجہ بدل گیا
وہ شخص اِیک شام میں کِتنا بدل گیا! 

کُچھ دن تو میرا عکس رہا آئینے پہ نقش
پھر یوں ہُوا کہ خود مِرا چہرا بدل گیا

جب اپنے اپنے حال پہ ہم تم نہ رہ سکے
تو کیا ہوا جو ہم سے زمانہ بدل گیا

قدموں تلے جو ریت بچھی تھی وہ چل پڑی
اُس نے چھڑایا ہاتھ تو صحرا بدل گیا

کوئی بھی چیز اپنی جگہ پر نہیں رہی
جاتے ہی ایک شخص کے کیا کیا بدل گیا!

اِک سرکشی کی موج نے کیسا کیا کمال!
وہ بے نیاز سارے کا سارا بدل گیا

اُٹھ کر چلا گیا کوئی وقفے کے درمیاں
پردہ اُٹھا تو سار اتماشا بدل گیا

حیرت سے سارے لفظ اُسے دیکھتے رہے
باتوں میں اپنی بات کو کیسا بدل گیا

کہنے کو ایک صحن میں دیوار ہی بنی
گھرکی فضا ، مکان کا نقشہ بدل گیا

شاید وفا کے کھیل سے اُکتا گیا تھا وہ
منزل کے پاس آکے جو رستہ بدل گیا

قائم کسی بھی حال پہ دُنیا نہیں رہی
تعبیر کھو گئی کبھی سپنا بدل گیا

منظر کا رنگ اصل میں سایا تھا رنگ کا
جس نے اُسے جدھر سے بھی دیکھا بدل گیا

اندر کے موسموں کی خبر اُس کی ہو گئی!
اُس نو بہارِ ناز کا چہرا بدل گیا

آنکھوں میں جتنے اشک تھے جُگنو سے بن گئے
وہ مسکرایا اور مری دنیا بدل گیا

اپنی گلی میں اپنا ہی گھر ڈھونڈتے ہیں لوگ
امجد یہ کون شہر کا نقشہ بدل گیا

Monday 29 July 2013

Abhi Kuch Bhi Nahi Badla,
Darakhton Par wohi Mausam
Abhi Tak Muskuratay Hain
Abhi Tak Surmai Shaamain
Hamaray Saath Roti Hain

Abhi Tak Meri Aankhon Main
Tumharay Khuab Hanstay Hain
Bohot Se Saal Guzray Hain
Bohot Sa Wakt Beeta Hai

Meri Chahat Nahi Beeti
Meri Himmat Nahi Tooti
Abhi Kuch Bhi Nahi Badla
Agar Chaho
Agar Samjho
Meri Maano
To LAUT AAO....!
hade intiha se boht aage tumhe chaha,,,,,,,,,,,

Hum ne wafa se boht aage tumhe chaha,,,,,,,,,,,,

Un se keh do jin ki nazar mein muhabbat mein gunah-e-azeem hai,,,,,,,,,,,,

Hum ne gunah se boht aage tumhe chaha,,,,,,,,,,,,,

Jis rah se lout aane ka raasta nahi milta,,,,,,,,,,,

Hum ne us rah se boht aage tumhe chaha,
Bikhar Rahi Hai Meri Zaat Usay Kehna
Kabhi Milay To Yehi Baat Usay Kehna

Wo Sath Thee To Zamana Tha Hamsafar Mera
Magar Ab Koi Nahi Meray Sath Usay Kehna

Usay Kehna K Bin Us Kay Din Nahi Kat-Ta
Sisik Sisik K Kati Hai Raat Usay Kehna

Usay Pukaron K Khud Hi Pohanch Jaon Us K Pass
Nahi Rahay Wo Halaat Usay Kehna

Agar Wo Phir Bhi Na Lotay To A Meray Dosto
Mere Dard-E-Dil K Halaat Usay Kehna

Har Jeet Us K Naam Kar Raha Hon Main
Me Manta Hoon Apni Haar Usay Kehna

بھول جانا تو سب کو آتا ہے۔۔۔۔۔
کچھ تو دنیا سے منفرد کرتے۔۔۔۔۔

Sunday 28 July 2013

میں نه ابتدا میں ہوں اور نه انتہا میں ہوں

دائرے سے باہر میں،اک عجب خلا میں ہوں
عشق یا محبت ہے؟کیسے ابتلا میں ہوں؟

درمیان جان و دل، ہوں کہاں ،بتاؤ تو
میں نه ابتدا میں ہوں اور نه انتہا میں ہوں

jab sey

جب سے مرا خیال تری جلوہ گاہ ہے
 
آتا نہیں ہوں آپ بھی اپنے خیال میں

Wednesday 24 July 2013

ﺍﮎ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﻮ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﯼ ﮨﻮ


ﮨﻢ ﮔُﮭﻮﻡ ﭼﮑﮯ ﺑَﺴﺘﯽ ﺑَﻦ ﻣﯿﮟ
ﺍِﮎ ﺁﺱ ﮐﯽ ﭘﮭﺎﻧﺲ ﻟﯿﮯ ﻣَﻦ ﻣﯿﮟ
ﮐﻮﺋﯽ ﺳﺎﺟﻦ ﮨﻮ، ﮐﻮﺋﯽ ﭘﯿﺎﺭﺍ ﮨﻮ
ﮐﻮﺋﯽ ﺩﯾﭙﮏ ﮨﻮ، ﮐﻮﺋﯽ ﺗﺎﺭﺍ ﮨﻮ
ﺟﺐ ﺟﯿﻮﻥ ﺭﺍﺕ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﯼ ﮨﻮ
ﺍِﮎ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﻮ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﯼ ﮨﻮ

ﺟﺐ ﺳﺎﻭﻥ ﺑﺎﺩﻝ ﭼﮭﺎﺋﮯ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﭘﮭﺎﮔﻦ ﭘُﻮﻝ ﮐِﮭﻼﺋﮯ ﮨﻮﮞ
ﺟﺐ ﭼﻨﺪﺍ ﺭُﻭﭖ ﻟُﭩﺎ ﺗﺎ ﮨﻮ
ﺟﺐ ﺳُﻮﺭﺝ ﺩُﮬﻮﭖ ﻧﮩﺎ ﺗﺎ ﮨﻮ
ﯾﺎ ﺷﺎﻡ ﻧﮯ ﺑﺴﺘﯽ ﮔﮭﯿﺮﯼ ﮨﻮ
ﺍِﮎ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﻮ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﯼ ﮨﻮ

ﮨﺎﮞ ﺩﻝ ﮐﺎ ﺩﺍﻣﻦ ﭘﮭﯿﻼ ﮨﮯ
ﮐﯿﻮﮞ ﮔﻮﺭﯼ ﮐﺎ ﺩﻝ ﻣَﯿﻼ ﮨﮯ
ﮨﻢ ﮐﺐ ﺗﮏ ﭘﯿﺖ ﮐﮯ ﺩﮬﻮﮐﮯ ﻣﯿﮟ
ﺗﻢ ﮐﺐ ﺗﮏ ﺩُﻭﺭ ﺟﮭﺮﻭﮐﮯ ﻣﯿﮟ
ﮐﺐ ﺩﯾﺪ ﺳﮯ ﺩﻝ ﮐﻮ ﺳﯿﺮﯼ ﮨﻮ
ﺍﮎ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﻮ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﯼ ﮨﻮ

ﮐﯿﺎ ﺟﮭﮕﮍﺍ ﺳُﻮﺩ ﺧﺴﺎﺭﮮ ﮐﺎ
ﯾﮧ ﮐﺎﺝ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﻨﺠﺎﺭﮮ ﮐﺎ
ﺳﺐ ﺳﻮﻧﺎ ﺭُﻭﭖ ﻟﮯ ﺟﺎﺋﮯ
ﺳﺐ ﺩُﻧﯿﺎ، ﺩُﻧﯿﺎ ﻟﮯ ﺟﺎﺋﮯ
ﺗﻢ ﺍﯾﮏ ﻣﺠﮭﮯ ﺑﮩﺘﯿﺮﯼ ﮨﻮ
ﺍﮎ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﻮ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﯼ ﮨﻮ

Mohabat Baant Di UsNe Zamaney Mein!

Zindagi Mili, Zara Si Thi”
Kuch Is Mein Kami, Zara Si Thi”
Wo Roz Hota Gaya Pas Mere!
Lekin Phir Bhi Dori, Zara Si Thi”
Chand Jaggte Jaggte So Bhi Gaya!
Raat Abhi Beeti, Zara Si Thi”
Mohabat Baant Di UsNe Zamaney Mein!
Jo Mere Hissey Mein aai, “ZARA Si Thi”.

Tera piyar tha meri " Shayeri

Wo jo Roop " Zer-e-Naqaab" tha, Usay Dekhna mera " 
Khwaab " tha,,
Jo mila tha " Hijer " ki shaqal mein, Meri " Chahton " ka 
Azaab tha,,
Ye "swaal" tha k mila kro, Na mila kro ye "jwaab" tha,,
Jisay dekh kr main "Tarrap" utha, Teri Aankh mein wo " 
Hijaab " tha,,
Meray paas thi meri " Tishnagi ", Teray paas "Jaam-e-
shraab" tha,,
Tera piyar tha meri " Shayeri ", Tera " ISHQ " meri " kitaab 
" tha. . !

I dont know why


Monday 22 July 2013

Waqat Mila tou sochain gain


Main Tanha

Mizaj e Duniya
se Joon Joon
Shanasaaa
Hota ja raha hon...

Main Tanha
Aor Tanha,
aor Tanha
hota ja raha hon...

Yun Hi Udaas Hai Dil,


Yun Hi Udaas Hai Dil,

Be-Qarar Thori Hai

Mujhe Kisi Ka Koi

Intezar, Thori Hai

Nazar Mila K Bhi Tum

Se Gila Karo Kese

Tumhare Dil Pe Mera

Ikhtiyar, Thori Hai

Mujhe Bhi Neend Na Aye,

Ussy Bhi Chain Na Ho

Humare Beech Bhala

Itna Pyar, Thori Hai

Khizan Hi Dhondti Rehti Hai,

Dar-Ba-Dar Mujhko

Meri Talash Mein Pagal

Bahaar, Thori Hai

Na Jane Kon Yahan

Sanp Ban K Dus Jaye

Yahan Kisi Ka Koi

Aytbar, Thori Hai......!!!

Tuesday 16 July 2013

Zindagi kis tarha bitao gey
Pass jab hamey na pao gey
Din mey tanhaiya sataaien gi
Rat ko chonk ker uth jao gey
Rat bhar nend nahi ati 
Tum khud bhi samajh na pao gey
Log poochy gey teri iss halat ka sabab
Kaya batao gey tum or kaya chupao gey
Ankhein tumhari bheeg jay gi
Jab bhi tum muskarao gey
Meri yadien bohat sataien gi tumhien 
Jab bhi barish ma bheeg jao gey
Khud ko tanha na pao gey
Her jagha mera hi aks pao gey

Saanson Ki Hararat Se


Saanson Ki Hararat Se Pighal Jaanay Ka Mausam


Aaya Hai Teri Aanchl Mein Jal Jaanay Ka Mausam

Ham Ko Nahi Maaloom Tha Ishq Ka Aaghaaz

Yaadon Mein Kaheen Door Nikal Jaanay Ka Mausam

Lagta Hai Ke Chehre Pe Tere Theher Gaya Hai

Yak Lakht Kayi Rang Badal Jaanay Ka Mausam

Ay Sheher Tasalli Tere Mashkoor Hain Ham

Aaya Hee Nahi Dil Ke Sambhal Jaanay Ka Mausam,.

kaisy....


yeah dua hai mery rub say


Monday 15 July 2013

کُچھ بھی تو نہیں ویسا


کُچھ بھی تو نہیں ویسا
جیسا تجھے سوچا تھا
جتنا تجھے چاہا تھا
سوچا تھا تیرے لب پر
کُچھ حرف دُعاؤں کے
کُچھ پھُول وفاؤں کے
مہکیں گی مِری خاطر
کُچھ بھی تو نہیں ویسا
جیسا تجھے سوچا تھا

محسوس یہ ہوتا ہے
دُکھ جھیلے تھے جو اَب تک
بے نام مسافت میں
لکھنے کی محبّت میں
پڑھنے کی ضرورت میں
بے سُور ریاضت تھی
بے فیض عبادت تھی
جو خواب بھی دیکھے تھے
ان جاگتی آنکھوں نے
سب خام خیالی تھی

پھر بھی تجھے پانے کی
دل کسی گوشے میں
خواہش تو بچا لی تھی
لیکن تجھے پاکر بھی
اور خود کو گنوا کر بھی
اس حبس کے موسم کی کھڑی سے ہوا آئی
نہ پھول سے خُوشبو کی کوئی بھی صدا آئی
اب نیند ہے آنکھوں میں
ناں دل میں وہ پہلی سی تازہ سخن آرائی
ناں لفظ مِرے نکلے
ناں حرف و معافی کی دانش مِرے کام آئی
نادیدہ رفاقت میں
جتنی بھی اذیت تھی
سب میرے ہی نام آئی
کچھ بھی تو نہیں ویسا جیسا تجھے سوچا تھا
جتنا تجھے چاہا تھا

sirf tum ak .....



Bharosa, Dua, Wafa, Khuwab, Maan, Mohabbat, 



Kitney Naamon Mei'n Simtey Ho Sirf Ek Tum...

:(


Promise

I Promise, I’ll never Leave u.
A little voice of urs makes me feel alive
A little hug of urs makes me feel happy
A little care of urs makes me feel perfect
A little love of urs makes me feel Complete
&a little ignorance of urs kills me inside
I find my reason for living in those moments
Which I have spent in ur care,with u
Now whatever pain I may get
I will never regret loving u..!!!
Bekhabar ho gey hai kuch log humse
jo hamari zarorat ko mehsoos nahi kerty
Kabhi jo bohat baatien kiya kerty thy
ab khariyat tak bhi maloom nahi kerty
Umr sari toh bohat door ki baat hai
Ek lamhe k liye kash woh woh mera ho jay
Aisa nahi k hamy muhabbat nahi mili
Tumhy chahty ha per teri muhabbat nahi mili
Milny ko toh zindgi ma kai hamsafar hai
Per unki tabiyat sey meri tabiyat nahi mili
Chehroo mai dosro k tumhy dhondhti rahi
Soorat nahi mili kahi seerat nahi mili
Bohat dair sey aya toh mery pass
Alfaz dhondhny ki bhi mohlat nahi mili
Tujhe gilla hai k tujhy tawajha nahi di
Magar hum ko toh khud apni muhabbat nahi mili
Jab nigaho se teri door chali jaou gi
Mujh se muh pherne waly ma bohat yaad aao gi
Khud sey karoon gi tera zikar khud ki tasali k liye
Apny dill mai teri her baat ko duhrao gi
Tune khud sey jo mujhy juda kiya hai
Dard ban k tery pehlu ma sama jaou gi
Khud sey khud hi kary ga tou meri batien
Harf ban k teri zuba per aa jaou gi


tum ho pass meray


Abhi Mujh Mein Kahin


aey meri Jaan


kya hadd hai teri mohabbat ki


maine kaha....


suno!


aey meri Jaan


Mohabbat ki koi hadd nahi hoti


Jo haddon me reh kar ki jaaye


wo Mohabbat nahi hoti 

Suno...

Faaslay Kab Kum Howay Hai Raabton K Baad Bhi

Ajnabi Thay Ajnabi Hain Mohabbaton K Baad Bhi........

Na Sumjh sukay tum



nA sAmjh saky tum HamAri mohabAt ki intehA ko 

samj jatay agr tu huM se zyada tum talabgAr humArE hOtey....!!

suno.......

Chup chap sey na raha karo
Youn waham sa ho jata hai
Kahin khafa toh nahi
Kahi udass toh nahi
Tum bolty achy lagty ho
Tum danttay achy lagty ho
Kabhi shararat sey kabhi ghussy sey
Tum hanste achy lagty ho
Chup chap sey na raha karo
Tum boltey achy lagty ho

Buss aik Shaks lotaa day jou tujh say bhe payaraa hai



Sunday 14 July 2013

Kyoun

Khabar thi usko ek din ho jay gey juda 
Toh her pal woh mery kareeb aya kyoun
Agar usko bhi dard hi dena tha
Toh mery zakhmo ko sehlaya kyoun
Agar youn hi choorna tha rah e muhabbat ma sath
Toh iss rah per mera hath pakar kyoun
Meri ankhoo ko rula a hi tha toh 
Phir meri ankhoo ko muhabbat k khawab dekhaya kyoun 

Phir Dhoond Apnay Siwa Kuch Aur Meri Zindagi Mein...


udass kurr kay mujhay woh khoud bhee pureshaan rehtaa hai


Woh Mujh say rooth jaataa hai


aik naya dil


Kyo uski khamoshi mujhe khamosh karti ha

Kyo uski udasi mujhe udas karti ha

Kya rishta hai mera us se 

mari zindage bas ek yahi sawal karti ha ?
Kuch sochoon toh tera khayal aa jata hai
Kuch bolon toh tera nam aa jata hai
Kaise chupao dill ki baat 
Uski her ada per payar aa jata hai
Woh yaad nahi kerty hum bhula nahi sakte
Woh rula nahi sakte hum hasa nahi sakte
Rishta hai itna khubsoorat hamara
Wo bata nahi sakte hum jata nahi sakte
Tamana jab kisi ki nakam hoti hai
Zindgi uski ek udaas sham hoti hai
Dill k sath doulat na ho jis k pass
Muhabbat uski nilam hoti hai...///
Thaam lou mera hath aur ley jaoon uss jgaha
Jaha mery siwa tujhy koi na dekh saky
Koi kitna hi door ho kitna hi kaya ghum hai
Magar woh apna hai yeh kaya kam hai
Chahe na ho koi baat na ho koi mulaqat
Yaad karle woh ak baar kaya yeh kam hai

Friday 12 July 2013

Najany khubsoorat zindgi ko kis ki nazar lag gai
Jo milny ko tarastey thy woh ajj yad bhi nahi kerty !!!
Kabhi youn bhi aao meri nazar mai k ankhoo ko khabar na hou
Mai tumhy bhulanay ki dua karoon or dua ma Asar na hou

Love you


Huns kurr sehay lainaa


Jab laga teer dill per tab itna dard mehsoos na howa
Zakhm ka ehsas tab howa jab kaman apno k hath ma dekhi
Mat tor woh taluq jo teri zaat sey hai
Toh khafa meri kis baat per hai
Toh bhi na uljha ker mery sy iss tarha
Jab toh achi tarha waqif ha mery jazbaat sey
Ma kesy jee lou tujh sey routh ky
Meri her sans wabasta teri yad sey hai
Mera taluq jora kuch iss tarha tujh sey
Jaise insan ka rishta khud apny ap sey hai.......
Woh toh apne dard ro ro k sunate rahe
Hamari tanhaiyoon sey ankh churaty rahe
Or hame bewaffa ka khatab mila kyunky
Hum her dard muskura k chupate rahe

Par Dil Ki Zid Hai Tu Mily



Hazaar Cheroon Me Teri Muhabbatain Milti Hain Mujhko,

 Par Dil Ki Zid Hai Tu Mily Tujh Jesa Bhi Nahi...!!! - 

mera Kasoor kaya hai


Tujhay Chahtay hain humm


Kehain millay tou ussay yeah Kehnaa


Phir uski yaad
Phir uski talab 
Phir uski battein
Aye dil tujhy lagta sakoon rass nahi