gads

Monday, 17 February 2014


چلو چھوڑو۔۔۔!
میرا ہونا نہ ہونا اِک برابر ہے
تم اپنے خال و خد کو آئینے میں پھر نکھرنے دو
تم اپنی آنکھ کی بستی میں پھر سے اِک نیا موسم اُترنے دو!
’’ میرے خوابوں کو مرنے دو ‘‘
نئی تصویر دیکھو
پھر نیا مکتوب لکھّو
پھر نئے موسم نئے لفظوں سے اپنا سلسلہ جوڑو
میرے ماضی کی چاہت رائیگاں سمجھو
میری یادوں سے کچّے رابطے توڑو

چلو چھوڑو۔۔۔!
محبت جھوٹ ہے۔۔!
عہدِ وفا اِک شَغل ہے بے کار لوگوں کا

Suno Tum Apna Khayal Rakhna.

Faqat ye iltejaa hay Tum say.. 
Kay Raabton ko Bahaal Rakhna.. 
Kahi bi Jana Kaheen bi Rehna.. 
Magar Hamara khayal Rakhna.. 
Abhi Bhanwar me ha Naao Meri.. 
Abhi Sitary hen Gardishon me.. 
Me Lout Aaoon ga Tumhari Jaanib.. 
Bachaa k Kuch 
Mah-o-Saal Rakhna.. 

Suno . . . . 
Tum Apna Khayal Rakhna. 

Raabton ko Bahaal Rakhna.
Bari Gustakh Hain Teri Yaadain Inhain Tameez Sikha Do,
 Dastak Bhi Nahi Deti Aur Dil Me Utarr Aati Hain...!!! 

Sunday, 16 February 2014

Bhool jaaon to jee nahin sakta,
Yaad aati ho tou  jaan nikalti hai..
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Tujh ko main yaad karke roya hoon
Ho Jo Mumkin To Apna Bana Lo Tum,
Meri Tanhai Gawah Hai, mera Apna koi Nahi…
Main zamaaney  me badnaam faqat is liye hoon,


Mujhe logon ki tarah badal jana nahin aata..

I Love you ♥


Saturday, 15 February 2014

Apnaa Khayal Rakhnaa


Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko Sanbhaal Rakhna,
Us Ne Kaha Tha Mujh Se"Apna Khayal Rakhna",
Ye Bhi Kaha Tha Us Ne''Har Khwab Aarzee" Hay,
Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-Zawaal Rakhna,
Wo Keh Raha Tha Shayed ''Kuch Na Bata Sakou Main",
Mere Saamne Na Tum Bhi Koi Sawal Rakhna,
Wo hans K Keh Raha Tha"Gham Bhi Tumhen Milen Gey",
Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal Rakhna,
Har Baat Ka Taqaaza Mujh Se Jo Kar Raha Tha,
Kya Us ka Haq Nahi Tha "Mera Khayal Rakhna''Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko Sanbhaal Rakhna,
Us Ne Kaha Tha Mujh Se"Apna Khayal Rakhna",
Ye Bhi Kaha Tha Us Ne''Har Khwab Aarzee" Hay,
Tum Bhi Zehan Mein Apne Hurf-E-Zawaal Rakhna,
Wo Keh Raha Tha Shayed ''Kuch Na Bata Sakou Main",
Mere Saamne Na Tum Bhi Koi Sawal Rakhna,
Wo hans K Keh Raha Tha"Gham Bhi Tumhen Milen Gey",
Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal Rakhna,
Har Baat Ka Taqaaza Mujh Se Jo Kar Raha Tha,
Kya Us ka Haq Nahi Tha "Mera Khayal Rakhna''

Thursday, 13 February 2014

you are my valentine.....I Love you


Kese soch liya hum tumhe bhool jy gy
Tum mere dill o damagh mein nahi
Meri rooh mein baste ho
Kabhi yaqee kar k dekho humy khud mein pao gy

Wednesday, 12 February 2014

Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko

Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko

Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai

Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia hai
Mai ne kyun pyar kiya,tum ne kyun na pyar kiya

Inn pareshan sawalaat ki qeemat kia hai
Tum jo ye bhi na batao to ye haq hai tumko

Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Tumko dunia k gham-o-dard se fursat na sahi

Sab se ulfat hai ,mujh se hi mohabbat na sahi
Main tumhara hon wohi mere liye kya kam hai

Tum mere ho k raho ye meri qismat na sahi
Aur mere dil ko jalao to ye haq hai tumko

Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai